Pages

Sunday 3 June 2012

Story of Hazrat Adam AS

The first Prophet on this Earth was Adam.

He was given an epithet of Abul-Bashar (Father of Humanity) and “Khalifatullah Fil-Arz” (Aide of God on Earth).

In Quran, his story is in seven “Surahs”. He was sent on earth when he broke the laws of Allah in heaven.

He died in the age of 930 years. Read the life history of Hazrat Adam in Urdu.






Read more »

21 comments:

  1. wo gehun ka darkht nhi tha ye bayan galat hai quraan sharif me kahan bataya gaya hai k wo gehun ka darakht ahi or agar wo gehun ka darakht hota jiska phal khane par allah tala adam alai salam se itne naraz hote k unhe jannat se nikal dete to gehun hum par harram or ye baat bhi suchne ki hai hum to karodun kilo gehun ab tak kha chuke hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. then what was that thing if u know then share plz

      Delete
    2. Gandum ka darakt ta..

      Delete
    3. Its not about gehun or gandum. Its about destiny. Its about hukm.

      Delete
    4. Bhai na too koi gabdum ka drakht tha na he gehun ka .... ALLAH pak ne HAZRAT ADAM A.S se Quran pak main irshad frmaya tha k ye iss jannat ki sari nemten apke lie hen ap jo chahen woo kren jo khain jo pean lakin ap ne is drakht(TREE) k pass nai jana or ne iska phal khana he ..... Asal baat ye he

      Delete
  2. wo gehun ka darkht nhi tha ye bayan galat hai quraan sharif me kahan bataya gaya hai k wo gehun ka darakht ahi or agar wo gehun ka darakht hota jiska phal khane par allah tala adam alai salam se itne naraz hote k unhe jannat se nikal dete to gehun hum par harram or ye baat bhi suchne ki hai hum to karodun kilo gehun ab tak kha chuke hai

    ReplyDelete
  3. then what was the thing? if u know then plz share

    ReplyDelete
    Replies
    1. As salam o alakaikum brother..the fruit is not mentioned in quran according to my knowledge. But bible says it was an apple..
      We do not follow bible due to the changes people have made and its raw information is no longer there. An apple might be an assumption..
      According to my knowledge, the quran says it was a "fruit"
      Still i lack alot of knowledge. For further confirmation please recheck other refrences. :)
      Jazak allah

      Delete
    2. As salam o alakaikum brother..the fruit is not mentioned in quran according to my knowledge. But bible says it was an apple..
      We do not follow bible due to the changes people have made and its raw information is no longer there. An apple might be an assumption..
      According to my knowledge, the quran says it was a "fruit"
      Still i lack alot of knowledge. For further confirmation please recheck other refrences. :)
      Jazak allah

      Delete
    3. Sawal ye nahe hai.. k kiya ta?? Ya kunsa fruit ta...?
      Sawal ye hain... k es darakt ko kany ka raaaz kiya ta? ?

      Delete
    4. Allah Jo Chahta Hai Wo Karta Hai!
      Allah Ne Is Kainat Ko Bnana Tha, Wo Bnaya,
      Ab Is Kaainaat Ka Aaghaaz Krne Ke Liye Aik Plan Bnaya Gaya.. Jis Ke Tehat Hazrat Adam AS apni BV Hazrat Hawwa AS ke Kehne Par wo Fruit kha Liya.. Aur Unki BV ko uksaane wala Shetan tha.. jis ne Allah se waada kiya tha ke wo Qayamat Tak Allah Ki Makhlooq (Insan) ko bhatkaata rahe ga. Yahi Wja Thi K Shetan ne Adam Ko Bhatkane Ki Koshish ki lekin wo uski laeen ki baaton mein na aaye lekin Amma Hawwa ko us ne dhokay se mna liya.. kyun ke wo aik buzurg ki shakal mein amma Hawwa se mila tha. Jis wja se Amma Hawwa ne smjha ke waqai ye koi qeemti Fruit hai aur unhein aur Adam ko khana chahiye..
      yahin se kaainaat ki story shuru hoti hai... :)

      Delete
  4. asimplemuslim@yahoo.com

    quran may aqal walo k lye boht si nishania hain
    quran may boht si batein isharo se bhi samjhai gai hain.

    That was wheat..........

    kiu k wheat khane k baad uska jism se nikalna bhi zrori hai , aur jannat may is gandagi ki bilkul ijazat nhi.
    is wajah se allah ne Hazarat Adam (a.s) ko punish k liye dunia may bheja.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar ye baat hai to Allah ne Hazrat Adam A.S ko jannat k fruits khany Ki ejazat koun di... Jaisa k Quraan Mein aaya hai. Fruits ka ikhraaj bhi to lazim hota hai... Mery khayal Mein jis darkht Sy khany ka manaa kiya gaya Tha us ka zikar nahi kiya... Ho sakta hai hum Sy parda rakhny k ly aisa kiya gaya hoo. To isy behas Mein na he para jaeye to behtar hai..

      Delete
  5. The actual thing of Islam is.
    So many things allowed to eat Muslims of today which are prohibited in previous prophecy.
    The knowledge comes from Allah and deliver to humanity by Prophets (P. B. U. H).

    And one of brother said also right.
    Aqal walon k liye nishaniyan hain

    ReplyDelete
  6. PLEASE RECHECK ALL YOUR ARTICLES WITH THE QURAN AND AUTHENTIC HADITH TO AVOID CIRCULATING FALSEHOOD I THINK THESE ARE THE MOST RELIABLE RESOURCES TELL US IF SOMETHING CONTRADICTS THEM OR IS NOT IN THEM. SO WE MAY NOT BE MISGUIDED

    ReplyDelete
  7. YIAH SUCHMUCH EK ISHARA EI AQAL WALEY LOG O KAY LIYE KAFHI HAY

    ReplyDelete
  8. Allah ne hazrat adam (A S ) ko maaf kar dea tha.

    ReplyDelete
  9. Where is quaber of Adam alia salam

    ReplyDelete
  10. BT ye Hy It is a programming like in computer True or False. Insan ko apny decision lyny ki takat di Hy Allah ny or sahi galat ka bhi bata diya Hy....or Allah ko her chez ka ilim hy. Allah NY jb koi galat kam krta Hy us k liye bhi intizam rakha Hy or achy kam krta Hy to us ka bhi intizam kr rakha Hy...Quran Sahreef main Hazrat Adam AS sy phly hi ayaat main zameen or asman ki takhliq ka zikar Hy...its mean there is every thing prepared before action is taken...Hazrat Adam AS ki bhi takhliq sy phly farishton sy mashwary (Allah her mashwary sy pak Hy) ki tarhan Hazrat Adam AS ki takhliq ka batana.. Insan ka ilim hony ki wajha Hy afzal hona...WO shajar / darakht Allah k hukum ki perwi krna Hy or agar perwi na ki jy to us ka bhi result Allah NY bata diya Hy.

    ReplyDelete
  11. Allah ne hazrat adam (A S ) ko maaf kar dea tha.

    ReplyDelete